Latest Shayari On Life, Zindagi Shayari, New Shayari On Life 2020
Shayari On Life
Hello Fiends New Shayari On Life , Zindagi Shayari Hame Ummid Hai Ki Aap ko Shayari On life Jarur Pasnd Aaygi. Or aap ko yaha par or bhi shayari jaise Pyar Bhari Shayari Bhai Yaha Par Read Kar Sakte Hai.

EK AUR ZINDAGI MAANG LU KHUDA SE
YE WALI TO DAFTAR MEIN HI KAT JAANI HAI
NA KHUSI KHARID PATA HUN NA GUM BECH PATA HUN
FIR BHI NA JAANE KYUN MEIN HAR ROZ KAMANE JATA HUN
Shayari On Life
एक और ज़िन्दगी मान लो खुदा से
ये वाली तो दफ्तर में ही कट जानी है
न खुसी खरीद पता हूँ न गम बेच पता हूँ
फिर भी न जाने क्यूँ में हर रोज़ कमाने जाता हूँ
MAINE ZINDAGI SE PUCHA SABKO ITNA DARD Q DETI HAI
ZINDAGI NE HAS KAR JAWAB DIYA MAIN TO SAB KO
KHUSI HI DETI HUN PAR EK KI KHUSI DUSRE KA DARD BAN JAATI HAI

मैंने ज़िन्दगी से पोछा सबको इतना दर्द क्यू देती देती है
ज़िन्दगी ने हस कर जवाब दिया में तो सबको
खुसी ही देती हूँ पर एक की खुसी दुसरे का दर्द बन जाती है
ZINDAGI KA SAFAR TO EK HASEEN SAFAR HAI
HAR KISSI KO KISSI NA KISSI KI TALASH HAI
KISSI KE PASS MANZIL HAI TOH RAAH NAHI
AUR KISSI KE PASS RAH HAI TOH MANZIL NAHI

Hindi Shayari On Life
ज़िन्दगी का सफ़र तोह एक हसीं सफ़र है
हर किस्सी को किस्सी न किस्सी की तलाश है
किस्सी के पास मंजिल है तोह राह नहीं
और किस्सी के पास रह है तो मंजिल नहीं
Inspirational Shayari On Life
RAHE SALAMAT ZINDAGI UNKI
JO MERI KHUSI KI FARYAAD KARTE HAI
AYE KHUDA UNKI ZINDAGI KHUSIYON SE BHAR DE
JO MUJHE YAAD KARNE MEIN APNA EK PAL BARBAAD KARTE HAI

रहे सलामत ज़िन्दगी उनकी
जो मेरी खुसी की फरयाद करते है
ए खुदा उनकी ज़िन्दगी खुशियों से भर दे
जू मुझे याद करने में अपना एक पल बर्बाद करते है
KAL NA HUM HUNNGE NA KOI GILA HOGA
SIRF SIMTI HUI YAADON KA SILSILA HOGA
JO LAMHE HAI CHALEN HAS KAR BITA LEN
JANE KAL ZINDAGI KA KIYA FAISLA HOGA
Good Shayari On Life
कल न हम होंगे न कोई गिला होगा
सिर्फ सिमटी हुई यादों का सिलसिला होगा
जो लम्हे है चलें हस कर बिता ले
जाने कल ज़िन्दगी का किया फैला होगा
TUM BIN ZINDAGI SONI SI LAGTI HAI
HAR PAL ADHURI SI LAGTI HAI
AB TO IN SAASON KO APNI SAASON SE JUD DO
WARNA ZINDAGI KUCH PAL KI MAHEMAN LAGTI HAI
Long Shayari On Life
तुम बिन ज़िन्दगी सोनी सी लगती है
हर पल अधूरी सी लगती है
अब तो इन साँसों को अपनी साँसों से जुड़ दो
वरना ज़िन्दगी कुछ पल की महेमान लगती है
JO HO GAYA USE SOCHA NAHI KARTE
JO MIL GAYA USE KHOYA NAHI KARTE
HASIL UNHE HOTI HAI SAFALTA
JO WAQT AUR HALAT PAR ROYA NAHI KARTE

जो हो गया उसे सोचा नहीं करते
जो मिल गया उसे खोया नहीं करते
हासिल उन्हें होती है सफलता
जो वक़्त और हालत पर रोया नहीं करते
Good Shayari On Life
SAATH USS KA KHAREEDNE KO
ROZ THORI THORI ZINDAGI BRCH DETA HUN
साथ उस का खरीदने को
रोज़ थोरी थोरी ज़िन्दगी बरच देता हूँ

JIN MEIN AKELE CHALNE KA HAUSLA HOTA HAI
EK DIN UNKE PICHE HI KAFILE HOTE HAI
जिनमें अकेले चलने का हौसला होता है
एक दिन उनके पीछे ही काफिले होते है

जिन के दिल में भी दिमाग होता है

Sher o Shayari on Life
ZARA SABHAL KAR RAHENA INSANO SE DUSTO
JIN KE DIL MEIN BHI DIMAAG HOTA HAI
Dil mein khuda hai, Ankho mein nasha hai, Bato mein maza hai, Chahat mein ada hai, Andaz bhi juda hai, Dosti mein wafa hai, Arey yaar.. Isiliye to sari, duniya HUM par fida hai……
The post Latest Shayari On Life, Zindagi Shayari, New Shayari On Life 2020 appeared first on Latest Pyar Bhari Shayari, New Pyar Bhari Shayari In 2020.
Comments
Post a Comment